Zinda Khuda Hai Hamara
Sheldon BangeraAm
4/4
Capo 4
medium
65
Verse 1 Chand Suraj Ki Prastish Hum Nahi Karte Duniya Ke Maboodon Ke Aage Nahi Jhukte Chorus Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara Zinda Khuda Hai Hamara Verse 2 Khushkhabri Phailayenge Rooh Mein Badhte Jayenge Khoye Sab Insano Ko Paas Yeshu Ke Layenge Shaitano Ke Toofano Se Hum Nahi Darte Chorus Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara Zinda Khuda Hai Hamara Verse 3 Jab Sitaish Hoti Hai Rooh Ki Baarish Hoti Hai Yeshu Teri Huzuri mein Rooh Ki Jumbish Hoti Hai Teri Kuwat Se Khali Hum Nahi Rehte Chorus Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara Zinda Khuda Hai Hamara Verse 4 Jab Teri Rehmat Hoti Hai Nakaam Makaam Mil Jaate Hai Yeshu Teri Rehmat Se Dua Kabul Ho Jaati Hai Tere Majme Se Khali Hum Nahi Jaate Chorus Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara Zinda Khuda Hai Hamara Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara Zinda Khuda Hai Hamara