Yeshu Mil Gaya
Jaago MusicD
4/4
beginner
14
pre-chorus Yeshu mil gaya mujhko Yeshu mil gaya ...X2 Aur jeevan me sab kuch mila verse Bhatak raha tha mai Andheri rah pr Tanhaa akela jata kidhar Khojte mujhko yeshu chala aaya Aur jeevan me sab kuch mila chorus Yeshu mil gaya mujhko Yeshu mil gaya ...X2 Aur jeevan me sab kuch mila verse Suli pe le liya Paap ko mere Jaan de ke badle Jaan ke mere Tode sare bandhan aazad ha kiya Aur jeene ka maksad mila