Yeshu Hai Sachcha Gadariya Chords
Unknown ArtistF
beginner
1
intro chorus Yeshu hai sachcha gadariya, Uski hum bhede hain, Hari charaiyon mein, Hume charaata hain. (Repeat) verse 1 Vaadi pahadon mein le chalta hai Jahan par sukhdai jharne behtein hai (Repeat) chorus Yeshu hai sachcha gadariya, Uski hum bhede hain, Hari charaiyon mein, Hume charaata hain. (Repeat) verse 2 Sankat mein meri raksha woh karta hai Shaitaan ke haathon se humein chhudata hai chorus Yeshu hai sachcha gadariya, Uski hum bhede hain, Hari charaiyon mein, Hume charaata hain. (Repeat) verse 3 Humein kisi ka dar ab toh nahin hai Kyonki humare saath Yeshu jo hai (Repeat) chorus Yeshu hai sachcha gadariya, Uski hum bhede hain, Hari charaiyon mein, Hume charaata hain. (Repeat) outro Hallelujah Amen, Hallelujah Amen Hallelujah Amen, Hallelujah Amen