Vedi
Sheldon BangeraEb
hard
10
Intro Verse 1 Vedi Ke Upar Hum Khushi Se Qurbaan Mar Mite Hai Kab Se Junooni Tera Pyaar Na Matlab Hai Iss Duniya Se Hum Jeevit Balidaan Tu Zinda Karne Wala Prabhu Punaruthaan Chorus Kya Koi Tere Jaisa Bachane Wala Tu Hi Hai Khuda Tera Raj Ab Hai Yahan Har Raja Se Uuncha Hai Yeshua Verse 2 Kaiee Aaye Raaja Kiya Kabza Aur Sataav Hukumat Ki Praja Pe Talwar Se Kiya Naash Sirf Panne Banke Reh Gaye Kitaab-E-Itihaas Par Yeshu Teri Saltanat Rahe Tera Jalaal Par Yeshu Teri Saltanat Rahe Tera Jalaal Chorus Kya Koi Tere Jaisa Bachane Wala Tu Hi Hai Khuda Tera Raj Ab Hai Yahan Har Raja Se Uuncha Hai Yeshua Verse 3 Khudayi Jazbe Ki Hum Mein Nahi Kami Aag Ki Sazaa Humari Vedi Bani Jalte Marte Jaayein Tab Bhi Himmat Na Hari Hai Jeet Humari Ho Chuki Karte Elaan Abhi Hai Jeet Humari Ho Chuki Karte Elaan Abhi Hai Jeet Humari Ho Chuki Karte Elaan Abhi Chorus Kya Koi Tere Jaisa Bachane Wala Tu Hi Hai Khuda Tera Raj Ab Hai Yahan Har Raja Se Uuncha Hai Yeshua Kya Koi Tere Jaisa Bachane Wala Tu Hi Hai Khuda Tera Raj Ab Hai Yahan Har Raja Se Uuncha Hai Yeshua Uuncha Hai Yeshua Uuncha Hai Yeshua