Tu Pyaar ka Saagar Chords
Unknown ArtistC
beginner
15
chorus Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai pre-chorus Tere pyaar ke saagar mein Hum tairna chahte hain Tere pyaar ke saagar mein Hum tairna chahte hain chorus Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai verse 1 Gehrai mile saagar ki Unchaai mile aasmaa ki Gehrai mile saagar ki Unchaai mile aasmaa ki Par koi naap na paayega Gehrai tere pyaar ki Par koi naap na paayega Gehrai tere pyaar ki chorus Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai verse 2 Parmeshwar hone par bhi tu Maanav roop dhaaran kiya Parmeshwar hone par bhi tu Maanav roop dhaaran kiya Prabhu tere isi pyaar ne Humko deewana banaya Prabhu tere isi pyaar ne Humko deewana banaya chorus Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai pre-chorus Tere pyaar ke saagar mein Hum tairna chahte hain Tere pyaar ke saagar mein Hum tairna chahte hain chorus Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai Tu pyaar ka saagar Saagar daya ka tu hai