Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Tu Na Kabhi Chodega Mujhe

Unknown
E
4/4
beginner
4
verse

Tu na kabhi chodega mujhe

Tu na kabhi tyagega mujhe
            
Aye chahe jitne bhi musibatein

            
Tera haath meri hai dhal
                
Aur tu mere chipne ka sthan
          
To karu tera shukriya Yeshu
           
Tera shukriya ah ha
          
To karu tera shukriya Yeshu

Tera shukriya

verse

Tu chale main chalu

Tu ruke main ruku
                             
Tere charno mein meri zindagi Khuda

verse

Tune khud ko diya

Apna sab kuch diya
                              
Mera ye jeevan tere liye hi Khuda