Tore Siwa
FOLJ CHURCHD
medium
35
Chorus Tore Siwa Jaun Kahaan Paun Tujhe Jaun Jaha an Interlude Verse 1 Prabhu main tha ek agyaani Anugreh se hi teri mahima jaani Bhed hu main, tu hai gadariya Aatma se mujhko chara Interlude Verse 2 Kaale samandar se main ghira tha Aas na thi koi, doob raha tha Aake Yeshu tune bachaya Jeevan ka marg dikha ya Interlude Verse 3 Prabhu main tha ek abhimaani Karta tha apni man maani Patthar sa dil pighalaya Sachha prem karna sikhaya Bridge More jeevan ke tum swami Tumko arpan pran aatma bhi Tore jaisa kaun hai premi Msa koi Verse 4 Na milega tu Saare milkar jai jai gaayen Teri aage she esh jhukayen Sarva shaktimaan hai tu Na Koi Tujhsa Prabhu