Teri Iccha Puri Ho Jaye Chords
Unknown ArtistD
4/4
beginner
5
Verse 1 Teri iccha, puri ho jaye Hathon me tere, jeevan hai ye Mai mitti hun, tu hai kumbhar Mujhko utha, mujhko bana (x2) Verse 2 Apni marzi se, chalta raha Tujhko kabhi bhi, apna na kaha Lekin Prabhu, aj se mai Mere krus ko, le chalta hun (x2)