Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Tera Pyaar Hai Mahan Chords

Unknown Artist
D
beginner
6
verse 1

Tera pyar hai mahan

Tera pyar hai jahan
                      
Main jo pehle murda tha
                    
Tune daali mujhme jaan

chorus
                            
Kyon na bolu fir main teri jayjaykar
                            
Kyon na bolu fir main teri jayjaykar
         
Jayjaykar jayjaykar
                           
Tune mere liye kya kuchh na kiya

verse 2

Meri surat bigdi thi

Mera dil tha khali
                        
Tune seencha tha khun se
                  
Taki aaye hariyali

verse 3

Aaye jeevan mei khushi

Aayi abdi jindagi
            
Tu hai zinda shafiya
               
Tune ye hai kiya

verse 4
                  
Apanee rooh se bhar diya
              
Apanee shakti mujhako dee
                   
Taaki doon main gavaahee
                 
Tere jee uthane kee