Taraa
Agape SistersD
beginner
2
chorus Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (2x) Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (2x) Chamka Oh Chamka Oh Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (2x) verse Dharti pe nacho jashan manao shame jalo phool khilao (2x) Door hua hai andhiyara hua sare jag me ujiyara (2x) Chamka Oh Chamka Oh Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (2x) verse Aya hai jag ka rakhwala Kudrat aur jeemat wala (2x) Isko hai sab jag pyara hua sare jag me ujiyara (2x) Chamka Oh Chamka Oh Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (2x) verse Kya sona chandi paisa koi nahi hai us jaisa (2x) Wo hai duniya se nyara hua sare jag me ujiyara(2) Chamka Oh Chamka Oh Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (2x) Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (2x) Chamka Oh Chamka Oh Chamaka charni me taraa hua sare jag me ujiyara (4x)