Tadpaaya Gaya Sataaya Gaya
Unknown ArtistA
beginner
0
Verse 1 Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya Tadpaaya Gaya Prashno Par Prashna Puchha Gaya Nirdosh Thha Dosh Lagaya Gaya Mera Prabhu Kuch Naa Kahaa Kaanton Ka Taaj, Pehnaya Gaya Chorus Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya Tadpaaya Gaya Verse 2 Shrapit Krush Par Wo Tangaaya Gaya Paapon Se Hamaare Wo Rangaaya Gaya Teesre Din Phir, Jilaaya Gaya Pita Ke Dahine, Bithaaya Gaya Chorus Tadpaaya Gaya, Sataaya Gaya Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya Mera Yeshu Masih Sab Sehta Gaya