Shukriya
Amit KambleG
easy
64
Verse Kya de sakta hu kya la sakta hu kehta tujhe bas Shukriya (2x) Tujh mein hi meri subhah Tujh mein hi har shaam Tujh se hi karta shuru har koi kaam (2x) Shukriya karta hu main leke tera naam Aadar aur danyavaad aaj tere naam Chorus Shukriya Shukriya Shukriya Tera Shukriya Shukriya Shukriya Yeshu Tera saari duniya teri hai sabh kuch tune rachaya hai (2x) mujhko bhi tune banaya hai Tere jaisa, kiya hai Kya de sakta hu kya la sakta hu