Sadaa Raja
Joseph Raj AllamC#
hard
85
Verse 1 Yahova raja hai samarth se bhara Anadee Parmeshwar woh na Talega Yahova raja hai samarth se bhara Anadee Parmeshwar woh na Talega Chorus Yugo se Yugo tak ek hi hai Raja Mahima ke sihansan par baitha badshah Woh hai mahaan Sarvashaktiman Uski hukumat aur Uska hi pratap Sadaa Raja Verse 2 Samundar ki lehero se Yahova Hai mahaan Parvat ki unchai se uncha YESHU naam Samundar ki lehero se Yahova Hai mahaan Parvat ki unchai se uncha YESHU naam Chorus Yugo se Yugo tak ek hi hai Raja Mahima ke sihansan par baitha badshah Woh hai mahaan Sarvashaktiman Uski hukumat aur Uska hi pratap Sadaa Raja Bridge Aao Milkar Hum sab Gaye Uska Parcham Hum Lehrayein Uske Saamne Sar Jhukhayein Uske Naam Ki Jai Jai Gayein Aao Milkar Hum sab Gaye Uska Parcham Hum Lehrayein Uske Saamne Sar Jhukhayein Uske Naam Ki Jai Jai Gayein Chorus Yugo se Yugo tak ek hi hai Raja Mahima ke sihansan par baitha badshah Woh hai mahaan Sarvashaktiman Uski hukumat aur Uska hi pratap Yugo se Yugo tak ek hi hai Raja Mahima ke sihansan par baitha badshah Woh hai mahaan Sarvashaktiman Uski hukumat aur Uska hi pratap Sadaa Raja