Sabse Uncha
Yeshua MinistriesD
beginner
8
verse 1 Jis naam mein hai mukti Jis naam mein hai shakti Jis naam mein hai shanti Deta vo naam changayi ..x2 pre-chorus Jis naam mein hai zindagi Yeshu hai vo naam Jis naam mein hai bandagi Yeshu hai vo naam chorus Yeshu Tera naam sabse uncha hai ..x4 verse 1 Jis naam mein hai mukti Jis naam mein hai shakti Jis naam mein hai shanti Deta vo naam changayi ..x2 verse 2 Bimari se, gareebi se Sharpon se hai chudata Vo naam hai jo aandhoko Roshini bhi hai deta ..x2 pre-chorus Jis naam mein hai zindagi Yeshu hai vo naam Jis naam mein hai bandagi Yeshu hai vo naam chorus Yeshu Tera naam sabse uncha hai ..x4