Saath hai
New Life City WorshipB
beginner
0
verse Paani par mai chalun Agar tu mere saath hai Toofan se mai ladun Agar tu mere saath hai pre-chorus Ab mai naa darun Aur naa peeche hatun Teri aatma se bhar Mai dauda chalun chorus Naa to bal se Naa shakti se prabhu Teri aatma se hi Mai jaiwant banu verse Ab jeena hai masih Ab marna hai nafa Tere naam se zindagi Tu hi hai zinda khuda pre-chorus Ab mai naa darun Aur naa peeche hatun Teri aatma se bhar Mai dauda chalun