Rooh E Khuda ka Pyaar Mila Hai Chords
Anil KantEm
beginner
17
Verse 1 Rooh e Khuda ka pyaar mila hai Yesu ka Lahu mujhe choo gaya hai…x2 Choo gaya hai choo gaya hai Yesu ka Lahu, gaya mujhe choo Verse 2 Lahu Yesu ka rehmato wala Lahu Yesu ka kuwato wala (x2) Girte huo ko Lahu ne sambhala Tarikiyo ne kiya hai ujala Aisa hai Lahooo Yesu ka Lahu… Sari barkatein… Deta hai Lahu Verse 3 Humko madadgaar, Yesu ne diya hai Massa hume, Paak Rooh se kiya hai (x2) Ab na udasi, hai na dard koi Pyala shifa ka humne piya hai Abdi zindagi… Abdi khushi… Roshni hume… Rooh se mili Ending Rooh e Khuda ka pyaar mila hai Yesu ka Lahu mujhe choo gaya hai…x2 Choo mujhe choo, Paak Rooh, mujhe choo Choo mujhe choo, Paak Rooh, mujhe choo Rooh. Paak Rooh. Paak Rooh. mujhe choo