Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Rooh e Khuda ka pyaar mila hai

Reena Kant
C
4/4
beginner
3
verse
        
Rooh e Khuda ka pyaar mila hai
               
Yesu ka Lahu mujhe choo gaya hai...x2
                    
Choo gaya hai… choo gaya hai.
                        
Yesu ka Lahu, gaya mujhe choo,
        
Rooh e Khuda ka pyaar mila hai
               
Yesu ka Lahu mujhe choo gaya hai...x2
                    
Choo gaya hai… choo gaya hai.
                        
Yesu ka Lahu, gaya mujhe choo,
        
gaya mujhe choo

verse
               
Lahu Yesu ka rehmato wala
                 
Lahu Yesu ka kuwato wala (2)
              
Girte huo ko Lahu ne sambhala
              
Tarikiyo ne kiya hai ujala
    
Aisa hai Lahu.
      
Yesu ka Lahu…

Sari barkatein…
      
Deta hai Lahu
            
Deta hai Lahu

verse
                  
Humko madadgaar, Yesu ne diya hai
                      
Massa hume, Paak Rooh se kiya hai (2)
              
Ab na udasi, hai na dard koi
              
Pyala shifa ka humne piya hai
        
Abdi zindagi…
      
Abdi khushi…

Roshni hume…
      
Rooh se mili
            
Rooh se mili

        
Rooh e Khuda ka pyaar mila hai
               
Yesu ka Lahu mujhe choo gaya hai...x2
              
Choo mujhe choo, Paak Rooh, mujhe choo
              
Choo mujhe choo, Paak Rooh, mujhe choo
              
Rooh. Paak Rooh. Paak Rooh. mujhe choo