Rab Ki Howe Sanna Hamesha Chords
Unknown ArtistD
beginner
3
chorus Rab ki howe sanna hamesha Rab ki howe sanna verse 1 Rab ki howe madah sarai, Uske naam ki sanna verse 2 Rab ke ghar mai howe sitaish, Uski humdo sanna verse 3 Kaamo mai hai wo kaisa kadir, Uski kudret bata verse 4 Jai ke zoor se phunko narshinge, Barbat been baja verse 5 Taar dar saazo pai raagni chedo, Duf or table baja verse 6 Bansuri per suna sure surili, Jhan jhan jhanj baja verse 7 Saare milker tali bajao, Gaao rab ki sanna