Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics
Eb
Capo 3
60
Intro
   

Verse 
                        
Suli par chada, mere liye
                       
Maut se lada, aur jai paa liya
                           
Dard sehna tha, joh mujhko prabhu
                                 
Yeshu tune apna liya

PRE VERSE 
                                       
Tera pyaar hai anokha, tera pyaar hai mahaan
                                                                                             
Meri dil ki tu hai dhadkan, tu he jeevan mere khuda

CHORUS
                  
Tere kode khane se, mai change hua
                  
Tere dard sehne se, chutkara mila
                                               
Tere mrityu ne mujhe naya jeevan diya… yehsu
                                  
Mai shukriya karu…. tera….

INTERLUDE

   


BRIDGE
                              
Tu mera bharosa, tu mera sahara
                            
Mai jau jaha bhi, waha yeshu aaja