Prarthana Kare Aaradhana Kare
Unknown ArtistD
beginner
8
Verse 1 Aaradhna mai hai chutkara, Aaradhna mai hai changaii Sharer praan aatma mai shanty aanand deta hai Jaan se pyara prabhu Chorus Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai sabse bhala hai Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai sabse bhala hai Chutkara paaye hamesha Verse 2 Mangoge tumhe milega, Dhundoge tum paaooge Mangoge tumhe milega, Dhundoge tum paaooge Khatkhatao khulengi swarg ki aashishe Paao tum unhe aabhi Chorus Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai sabse bhala hai Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai sabse bhala hai Chutkara paaye hamesha Verse 3 Prarthna karo niranter, Prarthna karo vishvas se Prarthna karo niranter, Prarthna karo vishvas se Dharmi jan ki prarthna vishvas ki prarthna Kholti hai sare bandhan ko Chorus Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai sabse bhala hai Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai sabse bhala hai Chutkara paaye hamesha