Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Prabhu Tere Aane Se

Johnson Samuel
A
beginner
1
pre-chorus

Yeshu Tu Mujhme Hi Rehna,

Kuch Bhi Ho, Chahe Kuch Bhi Ho


Prabhu Tere Aane Se,

Zindagi Badal Gayi
         
Bhatke Huye Raahi Kho,

Raah Nayi Mil Gayi...x2

verse

Tujh Par Hai Bharosa,

Tujh Par Hai, Zindagi Nirbhar

Tune Hai Thama,

Haath Nahi Ab Koi Darr...x2


Prabhu Tere Aane Se,

Zindagi Badal Gayi
         
Bhatke Huye Raahi Kho,

Raah Nayi Mil Gayi...x2

verse

Asambhav Ko Tune Hai,

Sambhav Banaya

Bharpur Jeevan,

Tujhko Hi Paane Se Aaya...x2


Prabhu Tere Aane Se,

Zindagi Badal Gayi
         
Bhatke Huye Raahi Kho,

Raah Nayi Mil Gayi...x2

verse
 
Yeshu Tu Mujhme Hi Rehna,
     
Kuch Bhi Ho Chahe Kuch Bhi Ho (6)


Prabhu Tere Aane Se,

Zindagi Badal Gayi
         
Bhatke Huye Raahi Kho,

Raah Nayi Mil Gayi...x2