Parmeshwar Pitah
Yeshua MinistriesE
4/4
beginner
1
pre-chorus Parameshwar pitah Tu hi hai bhala Parameshwar pitah Tu hai nahi mujse khafa X2 chorus Tere pyaar hai sagar se bhi ghera Tera dil karuna se hai bhara Teri nazar mujh par hai sada Tera naam yahova meri hai panah verse Kehta hai tu, tu hai mera Saath mera tu Na chodega Kehta hai tu, hu main tera, Haath mera tu thamme rahega chorus Tere pyaar hai sagar se bhi ghera Tera dil karuna se hai bhara Teri nazar mujh par hai sada Tera naam yahova meri hai panah bridge O O Tal jayenge zameen asaman Par tera vachan rahega sada Har vada tera yeshu ke dwara Karega mujh mein tu hi pura Parameshwar pitah Tu hi hai bhala Parameshwar pitah Tu hai nahi mujse khafa X2 Mujh se nahin juda Mera hai sada Mera tu hai khuda