Param Pita ki Hum Stuti Gaye Chords
Unknown ArtistG
beginner
4
chorus Param Pita ki hum stuti gaye Wahi hai jo bachata hamein Saare paapon ko karta kshama Saare rogon ko karta changa verse 1 Dhanyawad de uske aanganon mein Anand se aayein uske charnon mein Sang geet gaa kar khushi se Mukti ki chattan ki jai lalkarein verse 2 Wahi hamara hai param pita Taras khata hai sarv sada Poorab se pashchim hai jitni door Utni hi door kiye hamare kusoor verse 3 Maa ki tarah usne di, tasalli Duniya ke khatron mein chhoda nahi Khalis doodh kalaam ka diya Aur di hamesha ki zindag verse 4 Charwahe ki manind dhoonda usne Paapon ki kheench se nikaala hamein Ham ko bachane ko jaan apni di Taaki haath mein ham uske rahein verse 5 Ghosle ko baar-baar todkar usne Chaha ki seekhein ham udna usse Paron par uthaya ukaab ki tarah Taaki ham ko chot na lagein