Mukti Dilaye Yeshu Naam
Yeshu Ke Geet MinistriesD#
4/4
beginner
16
chorus Mukti dilaye yeshu naam Shanti dilaye yeshu naam verse Yeshu daya ka behta sagar (X2) Yeshu hai data mahan, Yeshu hai data mahan verse Charni mai tu ne janam liya yeshu (X2) Suli pe kiya vishraam, Suli pe kiya vishraam verse Krus pe apna khoon bahaya (X2) Sara chukaya daam, Sara chukaya daam verse Hum sab ke paapo ko mitane (X2) Yeshu hua balidaan, Yeshu hua balidaan verse Hum per bhi yeshu kirpa kerna (X2) Hum hai papi nadan, Hum hai papi nadan