Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Mere Pass hi Rehna Pyaare Yeshu Chords

Unknown Artist
A Minor
beginner
1
chorus
                       
Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
                       
Tujh bin mein jee na paunga
          
Hallelujah Hallelujah
                 
Hallelujah Hallelu-jah…x2

verse 1
            
Dukho mein aansun mein
                       
Meri maa bann ke aa
        
Karzon mein kashton mein
              
Mera pita bann ke aa…x2

chorus
                       
Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
                       
Tujh bin mein jee na paunga
          
Hallelujah Hallelujah
                 
Hallelujah Hallelu-jah…x2

verse 2
          
Andhyari raahon mein
                          
Meri Roshni bann ke aa
Maut ki vaadiyon mein
              
Mera jeevan bann ke aa…x2

chorus
                       
Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
                       
Tujh bin mein jee na paunga
          
Hallelujah Hallelujah
                 
Hallelujah Hallelu-jah…x2

verse 3
          
Bimari ki haalat mein
                       
Meri sehat bann ke aa
Dushmano ki adawat mein
             
Mera pyar bann ke aa…x2

chorus
                       
Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
                       
Tujh bin mein jee na paunga
          
Hallelujah Hallelujah
                 
Hallelujah Hallelu-jah…x2

verse 4
             
Vachan padhun jabb mein
                       
Mera guru bann ke aa
        
Prathna karun jabb mein
            
Mera Prabhu bann ke aa…x2

chorus
                       
Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
                       
Tujh bin mein jee na paunga
          
Hallelujah Hallelujah
                 
Hallelujah Hallelu-jah…x2