Mere Pass Hi Rehna
Amit GhatgeBbm
4/4
beginner
3
verse Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu Tujh bin mein jee na paunga Hallelujah Hallelujah Hallelujah Hallel uja h ...X2 verse 1 Dukho mein aansun mein Meri maa bann ke aa Karzon mein kashton mein Mera pita bann k aa – ×2 Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu Tujh bin mein jee na paunga Hallelujah Hallelujah Hallelujah Hallel uja h ...X2 verse 2 Andhyari raahon mein Meri Roshni bann ke aa Maut ki vaadiyon mein Mera jeevan bann ke aa – ×2 Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu Tujh bin mein jee na paunga Hallelujah Hallelujah Hallelujah Hallel uja h ...X2 verse 3 Bimari ki haalat mein Meri sehat bann ke aa Dushmano ki adawat mein Mera pyar bann ke aa – ×2 Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu Tujh bin mein jee na paunga Hallelujah Hallelujah Hallelujah Hallel uja h ...X2 verse 4 Vachan padhun jabb mein Mera guru bann ke aa Prathna karun jabb mein Mera Prabhu bann ke aa – ×2 Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu Tujh bin mein jee na paunga Hallelujah Hallelujah Hallelujah Hallel uja h ...X2