Mere Jeevan Ka Maksad
Unknown ArtistA#
4/4
beginner
14
chorus Mere jeevan ka maksad tu hai mere jeene ka kaaran tu hai mei jeeyu ya maru, wo tere liye hai tu mera prabhu ...X2 chorus Mere jeevan ka maksad tu hai mere jeene ka kaaran tu hai mei jeeyu ya maru, wo tere liye hai tu mera prabhu ...X2 verse pichhla sab bhool kar, mei aage dauda chalu jo mere liye dhan tha, usko mai tyag doo ...x2 ki mai paao usse puraskar, dauda mai jaaon ...x2 chorus Mere jeevan ka maksad tu hai mere jeene ka kaaran tu hai mei jeeyu ya maru, wo tere liye hai tu mera prabhu ...X2 verse Mujh par hai kripa, bekar na jaane doo jisne mujhe chuna, uski aur mei badhoo...X2 dekh u teri salib par, khicha mei jaao ...X2 chorus Mere jeevan ka maksad tu hai mere jeene ka kaaran tu hai mei jeeyu ya maru, wo tere liye hai tu mera prabhu ...X2