Mera Yeshu Hai Kamal Ka
ZaruratBb
beginner
18
Chorus Mera YESHU hai kamaal ka (x4) Uske jaisa koi nahi (x4) Verse 1 Bin paani vo pyaas bujhata Bin roti vo bhukh mitata (x2) Bin paani vo pyaas bujhata Bin roti vo bhukh mitata Vo jeevan jal hai yaaro Vo hi jeevan roti Verse 2 Bina sahare paani mein chalta Tufaano ko bhi shaant karata (x2) Bina sahare paani mein chalta Tufaano ko bhi shaant karata Andhi bhi uski baat maane Tufaan shaant ho jaaye Verse 3 Mere liye hi maara gaya Mere liye hi suli uthaya (x2) Mere liye hi maara gaya Mere liye hi suli uthaya Teesre din fir zinda uth kar Maut ko usne haraaya