Masiha Aaya Hai
UnknownA
beginner
1
verse Masih aaya hai Jag me khushiyaa laaya hai Saare jahaan me aaj Ye paigaam aaya hai Masiha aaya hai Jag me khushiyaa laaya hai verse Bibi mariyam usey sulaane Meethi lori gaati hai Bade pyaar se usey sulaane Kaandho pe sehlaati hai Masih ka raaj aaya hai Taare ne batlaya hai Masih ka raaj aaya hai Taare ne batlaya hai Kyaa? verse Thokar maaro soot boot ko Pehle dil ko saaf karo Jo bhi hoga dushman apna Pehle usko maaf karo Masih ka raaj aaya hai Taare ne batlaya hai Kyaa?