Le Chal Mujhe 2.0
Yeshua MinistriesGm
4/4
beginner
7
intro |////| |////| |////| ...X2 pre-chorus Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe YESHU Tu Hai Jahan Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe Haath Thamke Mera Le Chal Mujhe verse 1 Main Tere Darr Pe Aaya Hu Khaali Haathon Se Apne Sarr Ko Jhukata Hu Jholi Meri Bhar De bridge Mujhe Dhoondata Hua Mujhe Chahta Hua Chod Aaya Aasman Tu Yahan Bheed Se Mujhko Chuna Apna Bana Liya Naam Tera Hai Diya YESHUA mid-vocal Uqqab Ke Pankhon Par Udna Sikha Toofani Leheron Par Chalna Sikha Kehta Hai Tu..Jo Saath Hai Mere Toh Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe verse 2 Jaise Hirni Paani Ke Liye Pyasa Main Bhi Hu Tere Liye Mujhe Dhoondata Hua Mujhe Chahta Hua Chod Aaya Aasman Tu Yahan Bheed Se Mujhko Chuna Apna Bana Liya Naam Tera Hai Diya Yeshua chorus Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe YESHU Tu Hai Jahan Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe Haath Thamke Mera Le Chal Mujhe Zamane Ki Baaton Par Nahi Par Tere Likhe Har Vachan Par Theherna Sikha Ho Koi Halaat Ho Koi Mukkam Teri Aur Nazare Utha Kar Jeena Sikha Badalon Par Jab Tu Aayega Ek Din Aasma Se Tab Haath Thaam Ke Mera Le Chal Mujhe Le Chal Mujhe..