Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Le Chal Mujhe

Yeshua Ministries
Am
medium
27
Intro
  

Verse 1

le chal mujhe  

le chal mujhe  

tu hai jahan  

le chal mujhe  


le chal mujhe  

le chal mujhe  

tere sinhasan ke paas  
         
le chal mujhe  

Verse 2

mai tere paas aata hun  

pawitra  

dil se  

aradhnaa main karta hun  

premi  

man se  

tujhe dhoondta  

tujhe chahta hua  

mujhe khinch le main daudunga  

Verse 3

tere pawitra sthaan mein  

tu mujhe  

le chal  

tujhe dekhna main chahta hun  

har ghadi  

har pal  

tujhe dhoondta hua  

tujhe chahta hua  

mujhe khinch le main daudunga  

Bridge

jaise hirni paani ke  

liye pyaasa  

main bhi hun  
       
tere liye  
tujhe dhoondta hua............main daudunga....