Lahoo Jo Ki Kroos Se Jaari
UnknownG
beginner
0
verse Dil ke daag ko dhove kaun Lahoo jo ki kroos se jaa--ri Mere marz ko khove kaun Lahoo jo ki kroos se jaa--ri chorus Woh chashma hey maamoor Daag dil ke karta door Hai mujhko dil manjoor Lahoo jo ki kroos se jaa--ri verse Mere marz ka shaafi hey Lahoo jo ki kroos se jaari Muaafee ko woh kaafi hey Lahoo jo ki kroos se jaari verse Meri woh ummeed hey khaas Lahoo jo ki kroos se jaari Raasti ka hey khush libaas Lahoo jo ki kroos se jaari verse Dukh takleef mein hey panaah Lahoo jo ki kroos se jaari Woh hey mere ghar ki raah Lahoo jo ki kroos se jaari verse Woh hey mere karz ka daam Lahoo jo ki kroos se jaari Woh hai mera khaas inaam Lahoo jo ki kroos se jaari