Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Kya Din Khushi Ka Aaya

Unknown Artist
G
beginner
1
chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

verse

Ek dutt mariyam Paas aaya

Bola janme Gi turn beta
       
Naam uska  yeshu rakhna.
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

verse

Purab se nikla tara

Jisne kiya ishaara
         
Raste ka bana  sahara
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

verse

Swarg dut Jami par aaye

parmeshwar vachan sunaye
         
Yeshu charni me  paye…
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

verse

Vo teen manjushi aaye

Sona, mur, loban, laye
       
Sajde me shir  jhukaye
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

verse

Gaushala Me Janma Hai

Jo Charni Me Leta Hai
       
Vo Khuda Ka  Beta Hai
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

verse

Vo aaya prem badhaane,

dukhon ko door bhaagane,
          
Paapon se mukti  dilaan,
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

verse

Aye Sab Logo Khush Ho Lo

Ras Prem Bhav Ke Gholo
       
Jai Jai Yeshu Ki  Bolo
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)

chorus
       
Kya din khushi ka  aaya
            
Rahmat ka badal  chaya
            
Duniya ka munji  aaya
              
Aa.. Ha.. Ha..  Halelujha (2x)