Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Koi Nahi Hai

Emmanuel Gollar
B
4/4
hard
23
Intro


Verse 1

Koi nahi hai aadar ke yogya  
          
Bus ek tu Khuda  
         
Koi nahi hai sinhaasan ke Yogya  
          
Bus ek tu Raja  
            
Koi nahi hai aadar ke yogya  

Bus ek tu Khuda  
          
Koi nahi hai sinhaasan ke Yogya  
          
Bus ek tu Raja  

Chorus
                 
Sara aadar, Saari mahima  
   
Tujhko mile Yeshu  
                 
Sara aadar, Saari mahima  
      
Tujhko mile Yeshu  

Interlude
      
     

Verse 2

Koi nahi hai Mahima ke yogya  
       
Bus ek tu Yahowah  
      
Koi nahi hai Bedaag Pavitra  
        
Bus ek tu Masiha  
            
Koi nahi hai Mahima ke yogya  

Bus ek tu Yahowah  
      
Koi nahi hai Bedaag Pavitra  
        
Bus ek tu Masiha  

Chorus
                 
Sara aadar, Saari mahima  
   
Tujhko mile Yeshu  
                 
Sara aadar, Saari mahima  
      
Tujhko mile Yeshu  

Bridge
             
Naam Yeshu ka Uncha  
             
Naam Yeshu ka Uncha  
           
Naam Yeshu ka Uncha  
          
Naam Yeshu  
              
Naam Yeshu ka Uncha  
            
Naam Yeshu ka Uncha  
           
Naam Yeshu ka Uncha  
          
Naam Yeshu  
              
Naam Yeshu ka Uncha  
            
Naam Yeshu ka Uncha  
            
Naam Yeshu ka Uncha  
       
Naam Yeshu  

     
Tera Naam me hai Changaayi  
                 
Tere Naam me hai Rihaayi  
                  
Tere Naam me hai Bhalaayi  
  
Yeshuaaaaaa  

     
Tera Naam me hai Changaayi  
                 
Tere Naam me hai Rihaayi  
                  
Tere Naam me hai Bhalaayi  
  
Yeshuaaaaaa  

Outro