Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Kaisa Tera Pyaar Hai

Sheldon Bangera
Eb
medium
34
Intro
         
        
 
Verse 1
                                         
Shabdon ke dwaara yeh dharti banayi
                                   
Aadar aur mahima se mujhko sajaaya     
        
Tune               
                          
Mere dil ko tune prem se bhara  
                              
Meri zubaan par in geeton ko daala      
        
Tune            
 
Pre Chorus
                     
Kachre ki zindagi jee raha tha  
                     
Murde ki aatma to liye chala tha       
                  
Tooti aasha aur makhsad khoya
                         
Khud ko main gaadne chala tha  
          
Lekin jaise Yeshu ko jaana
                        
Phir se is murde ne jeevan paaya
                    
bandan toote aur khula aasman
                        
Phir se naya jeevan paaya
 
Chorus
                   
Kaisa Tera pyaar hai
                      
Mera dil khushi se jhoome naache
                 
Kaisa Tera Naam hai
                                      
Andhe dekhe, behere sune, murde jee uthe
                   
Kaisa Tera pyaar hai
                      
Mera dil khushi se jhoome naache
                 
Kaisa Tera Naam hai
                                      
Andhe dekhe, behere sune, murde jee uthe
 
Verse
                                      
Har ek boondh jo Tune kroos par bahaaya
                                  
Har ek saans ki Tere daan ko paaya
    
Maine 
                       
Meri manzil ab mere saamne
                      
Teri aatma se mujhko chalaa de
       
Yeshu 
 
Pre Chorus
                     
Kachre ki zindagi jee raha tha  
                     
Murde ki aatma to liye chala tha       
                  
Tooti aasha aur makhsad khoya
                         
Khud ko main gaadne chala tha  
                (2)
Lekin jaise Yeshu ko jaana
                        
Phir se is murde ne jeevan paaya
                    
bandan toote aur khula aasman
                        
Phir se naya jeevan paaya
 
Chorus
                   
Kaisa Tera pyaar hai
                      
Mera dil khushi se jhoome naache
                 
Kaisa Tera Naam hai
                                      
Andhe dekhe, behere sune, murde jee uthe
                   
Kaisa Tera pyaar hai
                      
Mera dil khushi se jhoome naache
                 
Kaisa Tera Naam hai
                                      
Andhe dekhe, behere sune, murde jee