Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Jeevan Se Badkar

APC Music
D
beginner
0
verse
                  
Mere Khuda Mein Teri Pyaasi Hoon
                        
Banjar Bejaan Ruh Mein Tu Sukun
                   
Khuda Mere Mein Tere Liye Tarssun
                        
Nirbalta Mein Teri Hi Aarzu

chorus
                       
Tera Prem Hai Jeevan Se Badkar Prabhu
                       
Tujhme Hi Har Zarorat Ko Mein Paaun
                                    
Hothon Se Gaoon Mein Haathon Ko Uthaun Mein
                          
Tera Prem Hai Jeevan Se Badkar Prabhu

verse
                  
Aaradhana Mein Tere Chehre Ko Dekhun
                  
Tere Saamne Nishabdh Aur Hairaan Hoon
                     
Aur Hamesha Prabhu
       
Dhanyavad Tujhko Kahun
            
Apne Dar Tujhko Doon
              
Tere Anugrah Se Jiyun

bridge
           
Prabhu Tu Mera Prabhu
           
Na Koi Samaan
        
Tera Prem Hai Mahaan
           
O Prabhu Tu Mera Prabhu
           
Na Koi Samaan
        
Tera Prem Hai Mahaan