Jai Jai Prabhu Yeshu Ki Chords
Unknown ArtistC
beginner
4
chorus Jai Jai Prabhu Yeshu ki Jai Jai Prabhu Yeshu ki Hum ko bachane aaya jagat mein Uski stuti karo Ha Ha Ha Ha Ha Hallelujah Ho Ho Ho Ho Ho Hosanna La La La La La La Hallelujah Amen verse 1 Khun ki dhaara behti suli se Jismein dhule sab paap Dho lo tum bhi apne dilon ko Jismein rahe na daag chorus Jai Jai Prabhu Yeshu ki Jai Jai Prabhu Yeshu ki Hum ko bachane aaya jagat mein Uski stuti karo Ha Ha Ha Ha Ha Hallelujah Ho Ho Ho Ho Ho Hosanna La La La La La La Hallelujah Amen verse 2 Grahan karo tum aaj Yeshu ko Prem ki behti dhaar Usko bana lo kewal haara Naav laga lo paar chorus Jai Jai Prabhu Yeshu ki Jai Jai Prabhu Yeshu ki Hum ko bachane aaya jagat mein Uski stuti karo Ha Ha Ha Ha Ha Hallelujah Ho Ho Ho Ho Ho Hosanna La La La La La La Hallelujah Amen verse 3 Wapas aata mera Prabhu ji Le jaega saath Aasha meri ab to yahi hai Chalo tum mere saath chorus Jai Jai Prabhu Yeshu ki Jai Jai Prabhu Yeshu ki Hum ko bachane aaya jagat mein Uski stuti karo Ha Ha Ha Ha Ha Hallelujah Ho Ho Ho Ho Ho Hosanna La La La La La La Hallelujah Amen verse 4 Hardam honge saath Yeshu ke Khushi aur shaanti aaraam Aaega woh lene tumko Rehna tum taiyaar chorus Jai Jai Prabhu Yeshu ki Jai Jai Prabhu Yeshu ki Hum ko bachane aaya jagat mein Uski stuti karo Ha Ha Ha Ha Ha Hallelujah Ho Ho Ho Ho Ho Hosanna La La La La La La Hallelujah Amen