Humdard
Amit KambleEm
4/4
intermediate
3
verse Jab apne chod cha le Sirf Tu hi bacha tha Masih Jab samjhi na duniya Tu ne hi samjha tha tabhi pre-chorus Aansuon ki nadiyon ne takiye ko jab bhigaaya Khamoshi ki cheekhon mein Tu kamre mein aaya chorus Humdard Tu, Humraaz bhi Tu dost hai, Mera meet Tu hi Safar mein Tu ne thaama haath abhi Mere zakhmon ka marham Tu hi verse Tanhha bewafayi mein Paya Tujhko saath Masih Jab sab tha khoya maine Dilaasa Tu bana tha tabhi pre-chorus Aanewale kal ke darr se jee mera ghabraya Tune hi pukaara, Tune seene se lagaya chorus Humdard Tu, Humraaz bhi Tu dost hai, Mera meet Tu hi Safar mein Tu ne thaama haath abhi Mere zakhmon ka marham Tu hi bridge Mere ashkon ko Tune sambhaal ke rakha hai Mera dard Tera bana Yeh nazuk jaan, sirf Tujh par hi fida hai Tu hi jeene ki wajah