Ho Taiyar Ho Kalisiya
UnknownE
4/4
beginner
0
verse Ho taiyar ho kalisiya Yishu ke aane ka samay hua Jaag ja taiyar ho aasman me dekho Jald aa raha Ho taiyar ho kalisiya verse Vishwas ke vachan ko thaame rahe Dheeraj se seva me bane rahe Na dare hum, na ghabraye Yahova nissi sang sang hey Ho taiyar ho kalisiya verse Ninda klesh dukh jhelne honge Maut ki ghaati me nirash na honge Na dare hum, na ghabraye Senao ka prabhu sang hey Ho taiyar ho kalisiya verse Andhero ke gadh dhaahne honge Jalte teer bujhane honge Na dare hum, na ghabraye El elohim sang hey Ho taiyar ho kalisiya