Hath Uthakar Gaoonga
Bridge MusicA
4/4
beginner
27
intro |////| |////| |//| |//| |////| |////| |////| |//| |//| |////| verse 1 Yeshua Masih Bharosa Mera Tu Hi Sahara Hai Mera Mushkil Samay Me Tu Hi Dilasa Saath Rahega Tu Sada pre-chorus Karuna Bhalayi Teri Sada Rahegi Mujh Par Teri Vishwas Yogyata Dekhunga Mai Umra Bhar chorus Main Hath Uthakar Gaoonga Yeshua Tera Naam Rahe Uncha Main Hath Uthakar Gaoonga Yeshua Tera Naam Rahe Uncha |////| |//| |//| |////| verse 2 Maut Se Hai Bachaya Tune Jeevan Naya Hai De Diya Naam Lekar Pukara Mujhe Mahima Se Mujhko Bhar Diya pre-chorus Karuna Bhalayi Teri Sada Rahegi Mujh Par Teri Vishwas Yogyata Dekhunga Mai Umra Bhar chorus Main Hath Uthakar Gaoonga Yeshua Tera Naam Rahe Uncha Main Hath Uthakar Gaoonga Yeshua Tera Naam Rahe Uncha bridge Aadar Aur Mahima Ho Teri Tu Hi Humara Khuda Puri Ho Teri Hi Marzi Tera Hi Raaj Ho Yahaan Aadar Aur Mahima Ho Teri Tu Hi Humara Khuda Puri Ho Teri Hi Marzi Tera Hi Raaj Ho Yahaan Hum Hath Uthakar Gayenge Yeshua Tera Naam Rahe Uncha Hum Hath Uthakar Gayenge Yeshua Tera Naam Rahe Uncha pre-chorus Karuna Bhalayi Teri Sada Rahegi Mujh Par Teri Vishwas Yogyata Dekhunga Mai Umra Bhar chorus Main Hath Uthakar Gaoonga Yeshua Tera Naam Rahe Uncha Main Hath Uthakar Gaoonga Yeshua Tera Naam Rahe Uncha Yeshua Tera Naam Rahe Uncha Yeshua Tera Naam Rahe Uncha