Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Har Taraf Har Jagah

Glory to God India
A
beginner
8
chorus

Har Taraf, Har Jagah

Tuhi Tu Hai Khuda
                       
Main Kisi Bhi Bala Se Na Darun

Tu Jo Rahbar Hai,

Tu Jo Hai Shafia
                        
Main Kuchh Bhi Fikar Na Karun
       
Mera Har Pal, Mera Kal
                   
Tere Hathon Mein Hai Yeshu

verse 1
           
Kal Kya Ayega Main Nahin Janun
                   
Bas Yehi Janun Ki Tu Hai
              
Teri Kripa Se Ab Tak Chala Hun
                   
Saath Mere Kal Bhi Tu Hai
              
Chahe Kuchh Rahe Ya Na Rahe
                  
Tu Mere Sath Hai Par Sada

verse 2
            
Tujhmein Ai Masih Meri To Ye Zindagi
                    
Har Shan Bahtar Ho Rahi
             
Teri Hi Aarzu, Teri Hi Bandagi
                    
Jaan Meri Har Pal Kar Rahi
             
Tu Mujhmein Rahe Dil Ye Kahe
                       
Ji Sakun Na Main Tere Bina