Haath Uthakar Gaunga
Bridge MusicG
4/4
Capo 2
medium
70
Verse 1 Yeshu Mashih Bharosa mera Tu hi sahara mera Mushkil samay mein Tu hi dilasa Saath rahega Tu sada Pre-Chorus Karuna bhalayi Teri Sada rahegi mujh par Teri vishwas yogyata Dekhunga mein umra bhar Chorus Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Verse 2 Maut se Hai bachaya Tu ne Jeevan naya hai de diya Naam le kar pukara mujhe Mahima se mujhko bhar diya Pre-Chorus Karuna bhalayi Teri Sada rahegi mujh par Teri vishwas yogyata Dekhunga mein umra bhar Chorus Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Bridge Aadhar aur Mahima ho teri