Haath Uthaakar Gaoonga
Yeshua MinistriesG
4/4
beginner
11
Verse 1 Yeshu Mashih Bharosa mera Tu hi sahara mera Mushkil samay mein Tu hi dilasa Saath rahega Tu sada Pre-Chorus Karuna bhalayi Teri Sada rahegi mujh par Teri vishwas yogyata Dekhunga mein umra bhar Chorus Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Verse 2 Maut se Hai bachaya Tu ne Jeevan naya hai de diya Naam le kar pukara mujhe Mahima se mujhko bhar diya Pre-Chorus Karuna bhalayi Teri Sada rahegi mujh par Teri vishwas yogyata Dekhunga mein umra bhar Chorus Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Bridge Aadhar aur Mahima ho teri Tu hi hamara khuda Puri ho Teri hi Marzi Aye Tera raaj yahaan Aadhar aur Mahima ho teri Tu hi hamara khuda Puri ho Teri hi Marzi Aye Tera raaj yahaan Chorus Hum haath uthakar gayenge Yeshu Tera naam rahe uncha Hum haath uthakar gayenge Yeshu Tera naam rahe uncha Pre-Chorus Karuna bhalayi Teri Sada rahegi mujh par Teri vishwas yogyata Dekhunga mein umra bhar Chorus Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Main haath uthakar gaoonga Yeshu Tera naam rahe uncha Yeshu Tera naam rahe uncha Yeshu Tera naam rahe uncha