Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Ghor Andhere Me

Sheenu Mariam
F
4/4
beginner
3
intro
         
|////|  |////|  |////|  |////|

verse

Ghor Andhere Me, Deep Hai Tu Mera
   
Dard Me Hai, Tu Sukoon Mera
         
Yeshu,  Mera Charwaha

chorus
      
Raat Me, Din Me Bhi
            
Mujhko Tu, Sambhalta
         
Saath Hai, Mere Sang, Yeshua ...X2

verse
       
Paavan Tu Mere Prabhu
       
Paapi Ka Uddhar Tu
          
Mere Liye, Ghayal Hua
        
Yeshu, Mera Charwaha...

chorus
      
Raat Me, Din Me Bhi
            
Mujhko Tu, Sambhalta
         
Saath Hai, Mere Sang, Yeshua ...X2

verse
          
Saare Dukh Dard Liya
           
Kroos Par Tu, Mere Khuda
                
Mere Liye, Qurbaan Hua
        
Yeshu, Mera Charwaha...

chorus
      
Raat Me, Din Me Bhi
            
Mujhko Tu, Sambhalta
         
Saath Hai, Mere Sang, Yeshua ...X2