G
4/4
beginner
4
chorus Meri Har Dhadkan Pe Tera Hi Naam Har Saans Ki Ho Tu Wajah Meri Har Subah Ki Tu Shuruat Ho Ehsas Mein Ho Tu Basa Na Ho Ab Fasla Tere Mere Darmiyan Ab Tu Rahe Mera Rahnuma Ye Meri Ruh Na Rahe, Na Ho Ye Jism Mera Ban Jaun Main Tere Ruh Ka Sil Meri Har Dhadkan Pe Tera Hi Naam Har Saans Ki Ho Tu Wajah verse 1 Pichhla Sab Jata Rahe Tujhmein Naya Main Banun Huzuri Ho Teri Mujhmein Haikal Teri Main Banun Aradhana Aisi Banun Khushbu Teri Jisse Uthe Khwahish Yehi Ab Main Karun Deedar Tera Mujhko Mile verse 2 Galtiyon Ko Meri Tu Muaf Kar Ruh Se Apne Azaad Kar Tera Hun, Tera Rahun Raushni Ho Teri, Tu Saath Chal