Dil Mein Jaan Mein
Amit KambleG
medium
49
Verse 1 Tum Dil Mein Aise Bas Gaye, Zindagi Bhar Ke Liye Raja Ban Gaye Jeevan Me Aisa Kaam Kar Gaye, Paap Mere Shraap Mere Chalte Ban Gaye (x2) Dil Mein Jaan Mein Hotho Pe Ankhon Mein Tu Hai Dil Mein Jaan Mein Hotho Pe Ankhon Mein Tu Hai (x2) Verse 2 Darr Darr Ke Main Jo Jee Raha Tha, Darr Se Mujhko Yeshu Ne Kheech Nikala Zanjeero Mein Jo Jakda Hua Tha, Tod Kar Unko Azad Hai Kiya (x2) Tu Hi Hai, Tu Hi Hai Tu Hi Hai Raja, Tu Hi Hai (x2) Tu Hi Hai, Tu Hi Hai Tu Hi Hai Yeshu, Tu Hi Hai (x2)