Dekho Tara
Anand DeviE
4/4
beginner
7
intro Bethlehem mein chamka ek tara, woh tara hai yeshu hamara (2) chorus Dekho Tara, Dekho Tara, Dekho Purab mein Chamka Ek tara, Janma hai Yeshu Hamara, Ho Dekho Janma hai Yeshu Hamara. Purab mein Dekho Chamka Ek tara, Janma hai Dekho Yeshu Hamara ....X2 Dekho Purab mein, Dekho Purab mein, Dekho Purab mein, Chamka Ek tara, Janma hai Yeshu Hamara, Dekho Janma hai Yeshu Hamara. verse Woh tara jisme milti hai Shanthi, Woh tara jisme milti changai. Woh tara deta papaon se mukti, Woh tara jisse milti hai Shakthi....x2 Wohi Tara , Wohi Tara, Wohi Tara hai Yeshu hamara hai, Sabka woh palanhara, Ho Dekho Sabka woh palanhara, chorus Dekho Tara, Dekho Tara, Purab mein Tara, Dekho Tara, Dekho Tara, Purab mein Tara,...x2 Dekho Purab mein, Ho Dekho Purab mein, Purab mein Chamka Ek tara, Janma hai Yeshu Hamara, Ho Dekho Janma hai Yeshu Hamara. verse Milne ko Dekho Gyani hai aaye, Saath woh apne bhet bhi layeh...X4 Sona, Lobaan, Sona, Lobaan , Sona, Lobaan Gandhras woh layeh, Yeshu ka darshan woh payeh, Ho Dekho Yeshu ka darshan woh payeh. chorus Dekho Tara, Dekho Tara, Purab mein Tara, Dekho Tara, Dekho Tara, Purab mein Tara,...x2 Dekho Purab mein, Ho Dekho Purab mein, Purab mein Chamka Ek tara, Janma hai Yeshu Hamara, Ho Dekho Janma hai Yeshu Hamara. verse Mahima ka Raja, Tejomay Raja, Yeshu Masiha Jag ka hai Raja ...X4 Wohi Raja hai, Wohi Raja hai, Wohi Raja hai Satya, Marg, Jeevan Unmein hai Anant Jeevan, Ho Dekho Unmein hai Anant Jeevan. chorus Dekho Tara, Dekho Tara, Purab mein Tara, Dekho Tara, Dekho Tara, Purab mein Tara,...x2 Dekho Purab mein, Ho Dekho Purab mein, Purab mein Chamka Ek tara, Janma hai Yeshu Hamara, Ho Dekho Janma hai Yeshu Hamara.