Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Dekho Bahar Leke

Unknown Artist
G
beginner
4
chorus
                     
Dekho bahaar leke, khushiyaan hajaar leke,
                     
Prabhu meree charanee mein aaya (2)

verse 1
                    
Sab kuchh tyaaga prabhu jee tumne,
                   
Mera dil maanga prabhu jeee tumne,
                           
Prabhuta ka tyaag deke, jag ka uddhaar lekee,
                     
Prabhu meree charanee mein aaya (2)

verse 2
                        
Param pita kee preet yahee hai,
                       
Iss jeevan kee reet yahee haie,
                       
Adabhut pyaar deke, paapee ka bhaar lekee,
                     
Prabhu meree charanee mein aaya (2)