Bharpoor Jeevan Tere Liye
UnknownEbm
4/4
beginner
4
verse Bharpoor jeevan tere liye Bharpoor jeevan tere liye Yeshu laya hai tere liye Bharpoor jeevan tere liye Bharpoor jeevan tere liye verse Na hoga tu nirash Na hoga tu nirash Bharpoor jeevan tere liye Bharpoor jeevan tere liye verse Jeevan se thhak kar Hai kyun udaas Yeshu hai deta jeevan may aas Anant jeevan tere liye Anant jeevan tere liye verse Khaali hai jeevan tera Hai bekaraar Taras khaataa yeshu tujh par Karta hai pyaar Jharanon sa jeevan tere liye Jharanon sa jeevan tere liye verse Yeshu bulaata tujhko Aa yeshu paas Jeevan ke jal se peekar Bujha apani pyaas Nadiyon sa jeevan tere liye Nadiyon sa jeevan tere liye verse Yeshu laya hai tere liye Bharpoor jeevan tere liye Bharpoor jeevan tere liye