Stuthi Logo
StuthiChords & Lyrics

Aradhana Karun

Sheldon Bangera
C
Capo 2
29
Verse 1
      
Jag Jyoti Tu utra andhkaar mein
               
Tune meri aankhein khol di
           
Khoobsurti, Tujhe chahoon pure dil se
                
Aasha jeevan Tere sang ki
 
Chorus
                             
 Aradhana Karun Sar ko main jhukaaoon
                          
 Yeshu sirf Tu hi hai mera Khuda
                             
 Tu hai ati sundar Tu hai ati yogya
                   
 Tu hai ati adhbhut mujhko 1° no repeat
 
Verse 2
        
Raaja anant Tu sab se hai uncha
          
Mahima mein viraajmaan
                 
Namr hokar aaya jis sansaar ko banaya usme
               
Prem ke khatir hua gareeb
 
Bridge
              
Main kabhi na jaanoon daam mere
       
Paap sooli par chadhane ke Repeat x3